Category Archives: Ghazals

Tamam Poochne walon ko bas dua kehna

Asseer-e-Dasht-e-Wafa ka na Maajra Kehna…

Tamaam Pochne walon ko bas Duaa Kehna,

Yeh Kehna raat guzarti hay ab bhi aankhon may??

Tumhari Yaad ka Qaim Hy Silsila kehna..

Yeh Kehna Chaand Nikalta hai baam par ab bhi??

Magar Nahi wo shab-o-roz ka maza kehna..

Ye kehna hum ne he toofan me daal di kashti…

Qasoor Apna hai Darya ko kia bura kehna…

Yeh kehna tum se bechar kar bekar gaye hai ham.

Keh jese haath se ger jaye Aaeena Kehna….

Sta Makh…

Che sta da makh pa tamasha she sare,

Khomar, Khomar nasha nasha she sare,

Che sta na byal she no pitwe pe lagi.

Che sta ashna she parekhta she sare,

Da nazarono pa lar stare garzi,

Da orbal sori ta dama she sare,

Che maeen na she zanawar te kha de.

Kho che maeen she deewana she sare….

 

header-logo

Tum ab kay lot ao na..

Tum ab kay lot ao na guzarti sham se pehle,,

K mere haath ko thamo nikalti jaan se pehle…

Tumhaare lot aanay ki hamen umeed hy jab se,,

Koi shamma nahi bujhti hamari shaam se pehlay…

Keh ab tum lo ao na kahin na dair ho jaey,,

Hamari jan chali jaey tere iqrar se pehlay…

Tum he ko yaad karte hen tum hi ko piyar karte hain,,

Samajhtay Q nahi ho tum hamen ilzaam se pehlay…

Keh ab jo ho sake to bas ye ek ehsaan kar do tum,,

Keh apne naam ko likh do hamaray naam se pehlay…

header-logo

 

Hagha sa sharab v

Hagha sa sharaab v che insaan da hada ubasi,,

Zan da hada ubasi janan da hada ubasi…

Mung Be-elma khalaq ho zaan na sho tingawy warta,,

Tang che da rabab she no mulyan da hada ubasi…

Mina Haqiqat de gani rasha warta ogora,,

shama che Balegi patangaan da hada ubasi…

Tash da muhabbat pa tavezuno sa kar na kegi,,

dasy mula nishta che shaitaan da hada ubasi…

Warsha warta uwaya che Bia pa Gulshan ma raza,,,

Hasy na “GHANI” che gulan da Hada ubasi…

Meri Zindagi Ketaab

Meri Zindgi ki kitaab me har baab tumhara tha…

Kahani To Meri Hi Thi par kalam tumhara tha…

Meri Zindgi K Afsaane Me log to bohat se tay.

Par mjhko jis ki chahat thi wo naam tumhara tha.

Jo Meri Samaj me na aa saki wo soch Tumhari Thi.

Jo na tum ko bata sake wo Ishq Hamara tha.

Akele Hi Beh Gae Ham Yadon K is Selab Me.

Palat Ke Jo Dekha to bohat Door Kinaar tha.

Dil Daraknay ka sabab yaad aya.

Dil Darakny ka sabab yaad aya.

Wo teri yaad thi ab yaad aya..

“Yaad tere a gae gham khushi mai Dhul giya.

Ik Cheragh Kiya jala so cherag jal gaye…

Din Guzara tha bari mushkil se.

Phir tera wada-e-shab yaad aya..

Baith kar saya gal mai nasir.

Ham bohat roye wo jab yaad aya..

Haal-e-Dil ham bhi sunaate lekin..??

Jab wo RUKHSAT huwa tab yaad aya..